Monday, May 4, 2009

سوزِ غم دے کے مجھے اس نے یہ ارشاد کیا - جوش ملیح آبادی


 
کچھ شعراء کا خیال ہوتا ہے کہ اگر غزل میں ایک یا دو شعر بھی اچھے نکل گئے تو غزل سمجھو پار لگی، بہتر شاعر کم از کم تین جاندار اشعار کا التزام کرتے ہیں، مطلع، حسنِ مطلع اور مقطع، اور کسی غزل کے سارے اشعار کا خوب ہونا اور اس میں کسی بھرتی کے شعر کا نہ ہونا واقعی ایک مشکل کام ہے لیکن ایک غزل کے تمام اشعار کا ادب میں اپنا مستقل مقام حاصل کرنا چند خوش نصیب شاعروں اور غزلوں کے حصے میں ہی آیا ہے۔ انہی میں سے جوش ملیح آبادی کی یہ غزل ہے، ایک ایک شعر لاجواب ہے، جوش گو غزل کے شاعر نہیں تھے بلکہ نظم اور رباعی ان کو زیادہ پسند تھی لیکن ایسی طرح دار غزلیں بھی کہی ہیں کہ بڑے بڑے غزل گو شعراء کے حصے میں ایسی غزلیں نہیں ہیں۔

سوزِ غم دے کے مجھے اس نے یہ ارشاد کیا
جا تجھے کشمکشِ دہر سے آزاد کیا


وہ کریں بھی تو کن الفاظ میں تیرا شکوہ
جن کو تیری نگہِ لطف نے برباد کیا


دل کی چوٹوں نے کبھی چین سے رہنے نہ دیا
جب چلی سرد ہوا، میں نے تجھے یاد کیا


اے میں سو جان سے اس طرزِ تکلّم کے نثار
پھر تو فرمائیے، کیا آپ نے ارشاد کیا


اس کا رونا نہیں کیوں تم نے کیا دل برباد
اس کا غم ہے کہ بہت دیر میں برباد کیا


اتنا مانوس ہوں فطرت سے، کلی جب چٹکی
جھک کے میں نے یہ کہا، مجھ سے کچھ ارشاد کیا


مجھ کو تو ہوش نہیں تم کو خبر ہو شاید
لوگ کہتے ہیں کہ تم نے مجھے برباد کیا
--------
بحر - بحرِ رمل مثمن مخبون محذوف مقطوع
افاعیل - فاعِلاتُن فَعِلاتُن فَعِلاتُن فَعلُن
(پہلے رکن یعنی فاعلاتن کی جگہ مخبون رکن فَعِلاتُن بھی آ سکتا ہے اور آخری رکن یعنی فعلن کی جگہ فعلان، فَعِلُن اور فَعِلان بھی آ سکتے ہیں گویا آٹھ اوزان اس بحر میں جمع ہو سکتے ہیں)
اشاری نظام - 2212 2211 2211 22
(پہلے 2212 کی جگہ 2211 اور آخری 22 کی جگہ 122، 211 اور 1211 بھی آ سکتے ہیں)
تقطیع
سوزِ غم دے کے مجھے اس نے یہ ارشاد کیا
جا تجھے کشمکشِ دہر سے آزاد کیا
سوزِ غم دے - فاعلاتن
کِ مجے اس - فعلاتن
نِ یہ ارشا - فعلاتن
د کیا - فَعِلن
جا تجے کش - فاعلاتن
مَ کَ شے دہ - فعلاتن
ر سِ آزا - فعلاتن
د کیا - فَعِلن

Wednesday, April 8, 2009

meray darad ki thi wo daastaan jissay tum hansi main ura gaye


jo uter k zina-e-shaam se teri chshm-e-khush main sama gaye
wo hi jaltay bujhtay chiraagh se meray baam o der ko saja gaye

yeh ajeeb khel hai ishq ka main ne aap dekha yeh mojza
jo lafz meray dil main they wo teri zabaan per aa gaye

jo geet tum ne suna nahi meri umr bhar ka riyaaz tha
meray darad ki thi wo daastaan jissay tum hansi main ura gaye

yeh jo bandagaan-e-niyaz hain yeh hain woh hi lashkari
jinhaen zindagi ne amaan naa di toh teray huzoor main aa gaye

wo chiraagh-e-jaan kabhi jis ki low naa kisi hawa se nigoon hui
teri bawafai k waswasay ussay chupkay chupkay bhuja gaye

meri umer se naa simat sakay meray paas itnay sawaal they
teray paas jitnay jawaab they teri ik nagaah main sama gaye
*******************
mujhay bus itna kehna hay,,,
kabhi main yaad aaaon to,,,

kabhi tanhai ki ratain,,
tumhain ziyada satain to.

kabhi titli na bolay to,
aur jugno lout jaye to,,

kabhi jub dil bhi bher jaye,
koi jub sun na paye to,,,

ager sub dost sathi bhi ,,
jo tum say roth jayen to,,

kabhi jub khud say ler ler ker
thakan say choor ho jao,,

kabhi chahtay howay khud bhi
mujhay awaaz day dena,,

aur phir merey tasawwur say
jo chaho batain keh dena,,

merey kandhay pay sir rakh ker,
tum jitna chaho ro laina,,

phir khud mian jub loutjao to,
us hi dunya main chalay jana,,

mager bus itna kehna hay,,
kay jub bhi dukh ya khushiyun main,,

hamian DIL say pukaro gay,
hamain tum paas pao gay..
***************************************


 

Zikr-e-Shab-e-Firaaq Se Wehshat Usay Bhi Thi

Zikr-e-Shab-e-Firaaq Se Wehshat Usay Bhi Thi
Meri Tarha Kisi Se Mohabbat Usay Bhi Thi
Mujhko Bhi Shoq Tha Naye Chehron Ki Deed Ka
Raasta Badal K Chalne Ki Aadat Usay Bhi Thi
Us Raat Bohat Dair Tak Woh Raha Mehav-e-Guftugoo
Masroof Main Bhi Kam Tha Faraagat Usay Bhi Thi
 
Sunata Tha Woh Bhi Sabse Purani Kahaniyan
Taaza Rafaqaton Ki Zarurat Usay Bhi Thi
 
Mujhse Bichar K Shehar Main Ghul Mil Gaya Woh Shaks
Halankey Shehar Bhar Se Raqabat Usay Bhi Thi
 
Woh Mujhse Barh K Zabt Ka Aadi Tha Jee Gaya
Werna Har Aik Saans Qayamat Usay Bhi Thi
**********************************************
Socha tha is kadar unko bhul jayenge,
Dekh kar bhi andekha kar jayenge,
Par jab jab samne aaya unka chehra..
Socha is baar dekh lein, agli baar bhul jayenge
***************************************************
Raat mein khayaalon mein aati ho tum
Kabhi saamne aakar bhi dekho
Hum se baatein to roz karte ho tum
Kabhi humaari taraf muskuraakar bhi dekho
Humaari nazar bohat kuch keh deti hai
Kabhi hamein nazaron se samajh kar to dekho
Humse dosti ka rishta hai tumhara
Kabhi hum say dil laga kar to dekho
Humari baton ne tumhaara dil kahi baar behlaya hai
Kabhi apni baton se hamein hasaa kar to dekho
Mujhse milkar anjaane mein dil mein basne lagti ho
Kabhi hamein bhi apne dil mein basaa kar to dekho
Har mushkil rah be aasaan ho jaayegi bus
Hum par ik baar aitbaar kar ke to dekho
Hum tumhein zindagi mein har khushi denge
Bus ek baar humse pyaar kar ke to dekho
Tumhein paane ke liye har imtihaan denge hum
Humein kabhi aazmaa kar to dekho
Tum kehte ho ke bohat mushkil hai mujhe apnana
Ek baar hamein apna banaa kar to dekho
**************************************************
Tum bin ye zindagi ulfat si lagti hai,
har pal har lamha muddat si lagti hai,
kami teri aaj bhi mujhe khalti hai,
ab ye zindagi mujhe meri nahi teri si lagti hai...
Mehfil me bhi ab tanhai si lagti hai,
khwabon me bhi surat jaani- pehchaani si lagti hai,
zubaa aaj bhi meri tera hi naam leti hai,
ab ye zindagi mujhe meri nahi teri si lagti hai...
Har raah ke mod par ab zaroorat teri si lagti hai,
dil ki dhadkano ko kami teri si lagti hai,
saanso me aaj bhi khushboo teri hi basti hai,
ab ye zindagi mujhe meri nahi teri si lagti hai...
***********************************************************
kabhi aate ho khayalon me
  kabhi tanhai me kabhi bheed me
  magar jab bhi aate ho jakhm de jaate ho
  phir bhi maanga karte hain tumhe har dua me
  
  chal deye saath nibhane ka vaada karke
  poocha nahi mudkar haal-e-jigar
  ajnabee bankar phir mil jao kisi mod par
  toh rakh loon band karke tumhe palkon me.
**************************************************
Dil ki dhadkaan ko kabhi dikhaya nahi jaata ,
  Mahobaat mein lagi aag ko kabhi bhulaya nahi jaata ,
  Laakh judai ho pyaar mein phit bhi yaaro ,
  Zindagi ka pahela pyaar kabhi bhulaya nahi jaata
**************************************************